Questo sito usa cookie di analytics per raccogliere dati in forma aggregata e cookie di terze parti per migliorare l'esperienza utente.
Leggi l'Informativa Cookie Policy completa.

Rare and modern books

Manish Poddar

Dulhan

GenNext Publication, 2018

16.62 €

Gyan Books Pvt Ltd

(Delhi, India)

Ask for more info

Payment methods

Details

Year of publication
2018
ISBN
9789353241322
Author
Manish Poddar
Pages
172
Publishers
GenNext Publication
Keyword
Novel, Fiction, Hindi
Binding description
Paperback
Binding
Softcover
Print on demand
Yes

Description

ABOUT THE BOOK: Ye novel women harassment par based hai jisme maine women harassment ke main points ko batane ki kosis ki hai. Jo ek love story se suru hoti hai. Jab hum mahilaoo ke bare me baat karte hai aur hum sex ke upar baat nahi karte hai to women problems ke bare me baat karna ek majak hai. Jo hum saalo se karte aa rahe hai. Kyuki 90% of women problems sex se hi jura hota hai aur hum uske upar baat hi nahi karna chahte hai. duniya me har chij ko lekar bare Р bare movement huye. Lekin koi bhi women's movement bare level par nahi huaa. Eske pichhe kya reason hai. kuchh esi tarah ke sawalo ko dhundhne ki kosis maine es kitaab me ki hai. aur kuchh beautiful ideas bhi diya hai. Jab baat women ki aati hai to Buddha jaise mahapurso ko bhi kyu sochna par jata hai. Aur mai es novel ke sath aapko ek naya experience de raha hu ki aapke suwidha ke liye maine ese roman script me likhi hai. So ek baar ise padhe aur es naye experience ka aanand le. ABOUT THE AUTHOR: Mere naam Manish Poddar hai. Mai jharkhand ka rahne Wala hu. Kuchh khas nahi hai apne baare me batane ko fir Bhi. jab Mai 15 saal ka Tha aur Maine board ka exam Diya Tha thik uske 2 din baad Maine kaam karna suru Kar Diya Tha. Us waqt se aaj Tak kaam Kar Raha hu. 12th fail hone ke baad Maine karib 2.50 saal paper baata. Meri education sirf class 10 tak hi ho paayi. jab padhayi poori tarah chhut gayi tab likhna suru kiya.likhne ka passion hai isliye likhta hu. es kitab ko Maine Hindi me but Roman script me likha hu. isliye eska maja aap jarur ek baar uthaye. The Title 'Dulhan written/authored/edited by Manish Poddar', published in the year 2018. The ISBN 9789353241322 is assigned to the Paperback version of this title. This book has total of pp. 172 (Pages). The publisher of this title is GenNext Publication. This Book is in Roman Hindi. The subject of this book is Novel / Fiction / Hindi. Size of the book is 13.34 x 21.59 cms Vol:

Lingue: Roman Hindi
Logo Maremagnum en